Bismillah Hir Rahman Nir Rahim (In the Name of Allah the most Gracious, the most Merciful)
Assalam o alaikum warahmatullahi Wabarkatahu (May Allah peace and Mercy be upon all of you)
In shah allah Qurbani ki thodi ilm lene ki koshish karenge us allah subhan wa taala ki madad se jo bahoot Rahman or Rahim hai or janege ki Allah ke Pyare rasool sallallaho alai wasallam ne kya bataya or kya kiya hai in shah allah
"Qurbani ke Masail"
Allah ne Quran mein Farmaya : Or har Ummat ke liye hum ne Qurbani ke tarike Mukarrar farmaye hai taake wo in Choupaye Janwaro par Allah ka naam le jo Alla taala ne unhe de rakeh hai.
[Surah Al-Hajj, Chapter No. 22, Verse No.34]
Hazrat Ibrahim alahis salaam ne apne Bete (Son) Hazrat Isamil alahis salaam ko Jabah karne ke liye Chori (Knife) chala di to Allah taala ne ek Mendah bhej diya or chori is par chal gayi. Is baat ka tajkira Allah Taala ne Apne Quran mein Farmaya :
Allah ne Quran mein Farmaya : Or hum ne ek bada jabiha id ke Fidye mein de diya.
[Surah Al-Saaffat, Chapter no. 37, Ayat No. 107]
Allah ne Quran mein Farmaya : Apne Rab Allah ke liye Salaah padho or Qurbani karo.
[Surah Al-Kauther, Chapter No. 108, Ayat No. 2]
Allah Ne Quran mein Farmaya : Kah dijye! Meri Namaaz, Meri Qurbani, Mera Jina or mera marna Allah rabbul aalemin ke liye hai.
[Surah Al-Anaam, Chapter No. 6, Ayat No. 162]
Hazrat Anas radi allah anho se Rewayat hai ke Nabi Karim Sallallaho alai wasallam do Mendho ki Qurbani karte the or main bhi do Mendho ki Qurabani karta tha.
[Sahih Bukhari, Hadeesh No. 5553]
Ek Rewayat mein hai ke Rsool Akram sallallaho alai wasallam Do Mendhe 'Chitkabre or Singho wale mendhe Qurabaan karte the.
[Sahih Bukhari, Hadeesh no. 1712]
Hazrat Abu Ayub Ansari radi allah se Rewayat hai ke Ahad Resalat Aadmi apni Taraf se or apne ghar walo ki taraf se ek Bakri Qurban karta tha.
[Sahih Ibne Maza, Hadeesh No. 2034]
[Sunan Tirmizi, Hadeesh No. 1505, Sahih]
Ye te kuch Qurabani se related post or allah hum sab ko Qurbani karne ki toufeeke wa rafeeque ata kare or In shah allah allah hum sab ko Bakrid jaise Mubarak mouke ko pane ka toufeeque ata kare allah se dua go hu aaj Kashmir mein bahoot log pareshane haal hai Badh (Flood) aa gaya hai allah un sabhi ke pareshani ko door kare or jo gunah hua hai jane anjane mein allah hum sab ko maaf kare ameen ya rabbal aalemeen

No comments:
Post a Comment